How To Make 12v Dc Motor Drill Machine
How To Make 12v Dc Motor Drill Machine
Namaskar Dosto is blog me mene apko ghar par bhout hi asan tarike se 12v dc motor se powerful drill machine video banana sikhaya hai ,to chaliye suru karte hai.
Dosto 12v motor se drill machine banane ke liye apko niche diye hue iteams ki jaroorat hai.
Required Materials:-
1.12v Dc Motor.
2.A Dish Anteena Holder Or PVC Pipe For Making Drill Machine Body And Holder.
3.Wire.
4.A Small Size Drill Bit.
5.A Plastic Pen Piece For Fixing Bit In 12v Dc Motor Shaft.
6.12v Dc Adapter.
7.12v Dc Adapter Socket.
1.Sabse phale dosto apko 12v dc motor me 2 wire connect karni hai fir unme se ak wire me apko ak switch lagana hai fir switch se ak wire apko 12v dc adapter ke socket ke positive pin me lagana hai or motor se dusra wire 12v dc adapter ke negative pin par connect karna hai.
2. Uske bad Dosto apko ak Plastic Pen ka tuda lena hai or usme apni drill bit ko acche se feviquick ya super glue se fix karna hai. or fir usko apko apni 12v dc Motor ke shaft me acche se fix karna hai.
3.Ab Dosto aap ak bar apni motor ko chala kar check kar le ki bha seedha ghum rahi hai kya, agar bha ulta ghum rahi hai to bas apne jo motor me wire connect kiye the unhe apko apas me change karke lagadena hai fir apki motor seedha ghumne lagegi.
4.Dosto ab apki drill mahine puri ban chuki hai aap usse lakdi me hole karke check kar sakte hai agar usse hole nahi ho raha hai to aap use jyada power bali 12v dc motor ka use kare, agar usse hole bilkul sahi se ho raha hai to aap uska use kar sakte hai.
mera blog padne ke liye aap sabhi ka dhanya bad or aap chaye to niche video par click karke aap drill machine banane ke tarika dekh sakte hai.

----------------------------------------Thank You-------------------------------------------
Comments
Post a Comment