How To Find Saved WiFi Password In Windows 8/8.1 and windows 10

How To Find Saved WiFi Password In Windows 8/8.1 and windows 10




Hello Friends Is Blog me, Me apko bataunga ki apne pc ,computer ya laptop me aap saved wifi ka password kase pata kare to janne ke liye mere is blog ko pura padte rahiye. 


So Let`s Start

1. Dosto sabse phale apko apne pc,computer ya laptop me wifi network ke icon par Mouse ke right button se click karna hai.


2.Uske bad apko 2nd option network and sharing centre option par click karna hai.



3. Ab dosto apko Change Apapter Settings par click karna hai.



4. Fir apko Apna wifi network select karna hai or uspar mouse ke left button se double click karna hai.


5. Ab dosto ak popup window open hogi usme apko wireless properties par click karna hai.


6. Dosto wireless properties par click karne ke bad fir se ak popup window open hogi usme apko security ke option par click karna hai.



7. Ab dosto apka wifi password aa gya hai lakin bha abhi hide hai to use dekhne ke liye apko show password ke ange jo box bana hai usme apko click karna hai.



8.Ab Apka Wifi Ka password apke samne aa jayega.




 Dosto ab apke wifi ka password apko pata chal gya hai or agar aap fir kabhi bhi apne wifi ka password bhul gye ho to aap isi tarike se firse use pata kar sakte hai to mere is blog ko padne ke liye aap sabhi ka bhout bhout dhanyabad.


-----------------------------------------------------Thank You--------------------------------------------------------

Comments

Popular posts from this blog

How To Make RF Transmitter And Reciver At Home

How To Make Bicycle Brake Light